Sunday, January 25, 2009

hum smart nahi toh kya hua....dildaar toh hai...
aankhon mein sapne aur dil mein pyaar toh hai....
tumhe dekhne wali har nazar saaf toh hai..
tumhe paane ka dil mein ek chota sa armaan toh hai...
tum aao ya na aao tumhare aane ka intezar toh hai...
aur kuch bhi ho tumhare liye is dil mein beintehaan pyaar toh hai....